Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

dosto agar aap ek gav ya village se he to ham aap ke liye bahut hi Kamal ka business idea leke aaye he is business idea ka name Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

To agar aap ko ye business karne me interested he to aap is post me last tak Bane rahe or bariki se samjhe ke is business ko kaise suru karege taki aap ko kam se kam samay me is business ko karne ki sari jankari mil jaye,

Or aap bahut hi kam samay me apne gav se hi apna ek chota sa business suru kar ke mahine ke 50000 hajar tak Kama paye,

Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

dosto ham aap ko bataye ke ye business aap ke gav village me hamesa to nahi chalega lekin agar aap ek hisab se dekhe to aap ke aas pas bhi kafi gav hoge or aap un sab gav me apne business ke bare me bataye,

Taki logo ko aap ke business ke bare me pata chal sake or fir bo shuttering ka setup aap se hi lene aay or aap apne business ko kam se kam samay me grow kar paye,

Aap ke jankari ke liye bataye to is business ko karne ke liye aap ke pas kam se kam 4 se 5 lakhs tak ka budget hona Bahut hi jaruri he tab jake aap is business ko ache se kar Paoge,

bat karte he ke is business se ham surubat se hi kitne ki kamai kar payege or ye setup hamara kitna samy tak chal payega ,

dosto aap ke ek bar pese investment karne ke bad aap ke pas bahut Jayda matra me bas balli or patiye or pillai aayegi jis ko aap ko ek surakchit jagay pe rakhna hoga,

other post

Top business idea, बिरला सीमेंट ठेकेदार बन के महिने 800 हजार कमाए।Business idea, TVS एजेंसी लेके 60000 महीना कमाए।New business idea,मिनी पेट्रोल पंप खोले 75000 कमाए।new business idea in indiahome business idea for housewife

Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

jisse aap ka lakdi ka saman kharab na ho or nahi bo dhup me rahe or nahi barish me or yesa karne se aap ka saman ek lambe samay tak chalega ,

or jab aap aapna business suru kare to yad rakhe ke aap apne sare saman ko gin ke de or gin ke hi le yesa karne se aap apne saman ki surakcha kar payege or aap Bina koi nuksan ke acha pesa kamayege,

  1. kya aap is business se mahine ke lakho rupya Tak kama sakte ho,
  2. agar aap is business ko ache se karte he or aap apne castmar tak pahuch pate he or aap kam se kam ek Manth me 2 se 3 site tak le pate he,
  3. to aap mahine ke 1 lakh se leke 1 Lakh 20 hajar tak Kama sakte he or aap itna pesa ek mahine me kama Paoge,

or ye business bahut hi acha or best business hoga ek village bale ke liye kyoki aap ko ghar se saman ko dena he or ghar par hi saman ko vapas lena he,

Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

is business me aap ko kahi jane ki jarurat nahi bas aap ko apne business ko Ghar se hi maintenance karna hoga or ghar bethe pesa kamana hoga,

dosto ham ne is post me Jana he ke ham mahine ke lakhon rupya Tak kama payege lekin agar bat kare bo pesa hamare pas kese aayega to aap ke jankari ke liye bataye,

agar aap ek mahine me 1 site par kam chalate he to aap mahine ke 40 se 45 hajar tak hi kama payege,

lekin agar aap ne ek mahine me 2 se 3 site pakad li to aap mahine ke ache khase pese bana payege or is business ko karne ke bad aap ko koi bhi paresani nahi hogi,

  • is business ko aap kaise karege to aap ko bataye ke jab kisi site par aap ka saman jayega to aap us bekti se 1 bali ka kiraya 10 rupya Tak le payege,
  • us bich agar aap use ek fanti ka kiraya 5 rupya din le sakte he, 
  • or ek pilet ka 5 rupya din or is parkar aap ka ek din ka 1200 se leke 1500 rupya din ka banega or ek mahine ka kitna banega ye aap khud se dimak laga sakte ho,

to dosto agar aap ko samjh me aaya ho to aap hame comment jarur kar ke bataye or ye business idea, aap ko kaisa laga ye jarur se bataye,

hamari website ko follow kare taki har ek post ko jankari aap ko sabse pahle mil sake, Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।

1 thought on “Village business idea। गांव में शटरिंग का बेपार कर के महीने के 50000 तक कमाएं।”

Leave a Comment

Exit mobile version